संदेश

जून, 2017 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Quick Weight Loss Remedy

चित्र
              Kya aap motape se pareshan hain??? Yeh aasaan sa tareeka kar skta hai aapki madad-                Iske liye aapko chahiye: Jeera (cumin seeds)                             100gram Ajwain ( bishop's weed or carom)       20 gram Saunf (anise)                                           20 gram Sonth (ginger)                                         10 gram Kala namak (black salt)                         5 gram Inko milakar dar-dara churn bna le aur rozana ek chammach khaye. Avashya labh hoga.

BahuGuni Baigan (Brinjal)

चित्र
NUTRITION ke liye...... 250g brinjal se 60g calories prapt hoti hai. Ismein fat nhi hota aur 2.2% protein itne brinjal se milta hai. Ismein sugar ki matra bhi bahut kam hoti hai. VITAMIN ke liye......... Ismein Vitamins B, B1, B3 aur B6 hota hai. Ye low fat , rich in protein hai aur Carb metabolism ke liye aavashyak hai. Ye 'stay thin' food hai kyunki ismein dietary fibre aur paani 95% hai. Fibre adhik hone se ye aanton (intestines) ko saaf karta hai aur liver par bhaar nhi aane deta hai. Ye kabj (constipation) bhi nhi hone deta hai. Yadi JUNK FOOD kha rahe hain to BRINJAL zaroor khayein....... Junk food se shareer acidic ho jata hai jabki brinjal se shareer alkaline ho jata hai.  Ye dil ki sehat ke liye bhi isliye accha hai kyunki ismein Potassium aur Magnesium hai. Magnesium hone ke karan ye hamari Rog Pratirodhak Shamta (Immunity) bhi badhata hai jo hamein mausami rogon (seasonal diseases) aur virus se bachata hai. Brinjal me kai antioxidants bhi hote hain. BR