Indigestion(ajeerna)
SYMPTOMS:-
(*Khatti dakarien khate samay adhik paani peene se hoti hai)
(**Lemon ka potassium paet ke acid ko neutralise karta hai)
- Bhojan na pachna
- Bhojan na karne ki ichha
- Shareer mein ghabrahat
- Chakkar aana
- Bhook na lagna
- Khatti dakar aana*
- Uchit samay par bhojan na karna
- Adhik matra mein bhojan karna
- Bhojan chabakar na khana
- Oily aur spicy bhojan karna
- Tea, Coffee aur Tobacco ka adhik sevan
- Lobh, shoak, moh aur chinta adhik karna
- 3g Ginger+1/2 Lemon**+Salt ka sevan se
- Khana khane ke baad 1g Black salt ko paani mein milakar peene se
- Ajwain+Black salt ka khana khane ke baad 1/2 chammach gungune(warm) paani ke saath sevan se
- Aadha din upwas(fasting) karein
- Garam paani ke sevan se
- Raat mein khichdi(indian national food) khane se
- 1/2 Lemon** kaatkar usmein Rock salt bharkar khane se pehle choosein
- Chitrakadi vati ka khana khane ke baad garam paani ke saath sevan se
- 5 Jamun khana khane ke baad chabakr khane
se - Papaya ke sevan se
(*Khatti dakarien khate samay adhik paani peene se hoti hai)
(**Lemon ka potassium paet ke acid ko neutralise karta hai)
टिप्पणियाँ