संदेश

2017 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Indigestion(ajeerna)

चित्र
SYMPTOMS:- Bhojan na pachna Bhojan na karne ki ichha Shareer mein ghabrahat Chakkar aana Bhook na lagna Khatti dakar aana* CAUSES:- Uchit samay par bhojan na karna Adhik matra mein bhojan karna Bhojan chabakar na khana Oily aur spicy bhojan karna Tea, Coffee aur Tobacco ka adhik sevan Lobh, shoak, moh aur chinta adhik karna TREATMENT:- 3g Ginger+1/2 Lemon**+Salt ka sevan se Khana khane ke baad 1g Black salt ko paani mein milakar peene se Ajwain+Black salt ka khana khane ke baad 1/2 chammach gungune(warm) paani ke saath sevan se Aadha din upwas(fasting) karein Garam paani ke sevan se Raat mein khichdi(indian national food) khane se 1/2 Lemon** kaatkar usmein Rock salt bharkar khane se pehle choosein Chitrakadi vati ka khana khane ke baad garam paani ke saath sevan se 5 Jamun khana khane ke baad chabakr khane se Papaya ke sevan se (*Khatti dakarien khate samay adhik paani peene se hoti hai) (**Lemon ka potassium paet ke acid ko neutralise karta

Gharelu Nuskhe 3

MEMORY badhane ke liye :- Pranayam karein.  Ankurit anaj, Fal, Salad, Juice, Hare patte wali sabji ka upayog karein. Parr ke talvon ki pratidin 5 minute maalish karni chahiye. STRESS se rahat ke liye :- 2 badam, 2 chhoti elaichi aur 5 kaalimirch ko baareek peeskar thode se shahad ke saath milakar khaana chahiye. EYESIGHT acchi karne ke liye:- Parr ke talvon ki pratidin 5 minute maalish karni chahiye.

BAEL (Aegle marmelos)

चित्र
Bael ke anya naam:- Shandilya,Shreefal,Sadafal,Bengal quince,Golden apple. Bael ke gude(pulp) mein Mucilage,Pectic,Glucose,Tannin paye jaate hain jo pachan ke vikaron ko door karte hain. Marmelosin naamak chemical kam matra mein hi virechak(laxative) hota hai. Yah ek udansheel tel hai. Kacche fal ka prayog:- Agnimandta(weak digestion),jalan,gas,badhazmi aadi ke upchaar mein kiya jaata hai. Bael mein Mucilage itna adhik hota hai ki diarrhoea ke baad yah turant ghaavon ko bhar deta hai. Dysentery ke saath Ulceretive Colitis ke ilaaj mein. 10g bael churna, 125ml paani mein pakakar jab 20g pak kar shesh rah jaaye tab usmein shahad milakar chatane se bacchon ke daant nikalne ki takleef mein rahat milti hai. For the treatment of 'Irritative Bowells':- 1 chammach shahad mein 5g bael churna milakar do se chaar baar dena chahiye. For the treatment of 'Piles':- Kacche bael ka guda(pulp) gud ke saath pakakar ya shahad milakar dene se Raktatisar(blood

10 Features of an IDEAL GOVERNMENT

TRANSPARENCY RESPONSIBILITY ACCOUNTABILITY HONESTY EFFICIENCY DURABLE HUMAN DEVELOPMENT MINIMISING DISCRETION PEOPLE'S PARTICIPATION SENSITIVENESS TOWARDS THE NEEDS OF THE PEOPLE OPTIMUM USE OF LIMITED FISCAL RESOURCES

HUMAN LIFE : Explained...(Manav Jeevan ka Arth)

मानव जीवन के चार महत्त्वपूर्ण स्तर :- शरीर - शारीरिक स्तर पर ज्ञान और प्रशिक्षण देने वाला  होता है =   प्रशिक्षक   बुद्धि - बुद्धि और ज्ञान का विकास करने वाला होता है = अध्यापक  मन - आचरण में सुधार करने वाला होता है = आचार्य  आत्मा - आत्मा अवं परमात्मा का रहस्य तथा आत्मा को परमात्मा से मिलाने की युक्ति बताने वाला होता है = गुरु 

Perfect Diet..... according to Blood Group

We try every bit to stay fit. Sweat our day out at the gym and also stay away from our favourite foods. BUT the scientists have discovered that eating according to the blood group may have a very good effect on our health. The following are the suitable food products for people with different blood groups:- Blood group O- It is the oldest known blood group. People having this blood group prefer eating foods with high levels of protein and also like non-vegetarian food. SUITABLE  FOOD  ITEMS- Meat, Fish, Vegetables and Fruits. UNSUITABLE FOOD ITEMS- Milk Products. Blood group B- Until the discovery of this blood group, people had started farming. So, they started eating cereals along with flesh of animals. SUITABLE  FOOD  ITEMS- Meat, Fish, Coffee, Cereals, Beans, Vegetables and Fruits. UNSUITABLE  FOOD  ITEMS- Packed foods and Cauliflower. Blood group A- By the time of this blood group's discovery, farming had become more prevalent than hunting, so

ANTIOXIDANT-rich Vegetables

चित्र
What does ANTIOXIDANT do? Prevents & cures diseases Anti-aging Prevents cancer Lowers blood pressure Helpful in curing heart-diseases Helps in augmenting proper metabolism VEGETABLES With High-Levels of ANTIOXIDANTS (with other healthy elements)- GARLIC - Sulphur SOYA - Genistein (helpful in Prostate & Breast Cancer), other Isoflavones SPINACH - Lutein (helpful in Cataracts, Breast Cancer, Heart Disease, Type 2 Diabetes, Macular Degeneration, Retinitis Pigmentosa), Vitamin A TOMATO - Lycopene (helpful in the Cancer of Prostate, Breast, Lung, Bladder, Ovaries, Colon, Pancreas & Uterine), Glutathione BROCCOLI - Indole-3-Carbinol (helpful in Cervix Cancer) CABBAGE - Indole BAJRA - Beta-Gluten, Vitamin B, Iron, Selenium PUMPKIN - Beta-Carotene CARROT - Beta-Carotene

Aloevera.. .... ADBHUT AYURVEDIC AUSHADHI

चित्र
AYURVED AYUSHYA (life) KO BADHANE WALA GYAN HAI. AYURVEDIC GRANTHON KE ANUSAAR - Aloevera ke nimnalikhit laabh hain- Liver ko majboot karta hai Immunity badhata hai Swelling me laabhdayak hota hai Haemoglobin badhata hai Constipation door karta hai Jiss kaan me dard ho uske opposite kaan me iska 2 boond ras daalne se laabh hoga Regular period hetu Cancer mein bhi kaargar Pet dard (stomachache) ke liye Slip disk mein faaydemand Allergy mein bhi faayedemand

Quick Weight Loss Remedy

चित्र
              Kya aap motape se pareshan hain??? Yeh aasaan sa tareeka kar skta hai aapki madad-                Iske liye aapko chahiye: Jeera (cumin seeds)                             100gram Ajwain ( bishop's weed or carom)       20 gram Saunf (anise)                                           20 gram Sonth (ginger)                                         10 gram Kala namak (black salt)                         5 gram Inko milakar dar-dara churn bna le aur rozana ek chammach khaye. Avashya labh hoga.

BahuGuni Baigan (Brinjal)

चित्र
NUTRITION ke liye...... 250g brinjal se 60g calories prapt hoti hai. Ismein fat nhi hota aur 2.2% protein itne brinjal se milta hai. Ismein sugar ki matra bhi bahut kam hoti hai. VITAMIN ke liye......... Ismein Vitamins B, B1, B3 aur B6 hota hai. Ye low fat , rich in protein hai aur Carb metabolism ke liye aavashyak hai. Ye 'stay thin' food hai kyunki ismein dietary fibre aur paani 95% hai. Fibre adhik hone se ye aanton (intestines) ko saaf karta hai aur liver par bhaar nhi aane deta hai. Ye kabj (constipation) bhi nhi hone deta hai. Yadi JUNK FOOD kha rahe hain to BRINJAL zaroor khayein....... Junk food se shareer acidic ho jata hai jabki brinjal se shareer alkaline ho jata hai.  Ye dil ki sehat ke liye bhi isliye accha hai kyunki ismein Potassium aur Magnesium hai. Magnesium hone ke karan ye hamari Rog Pratirodhak Shamta (Immunity) bhi badhata hai jo hamein mausami rogon (seasonal diseases) aur virus se bachata hai. Brinjal me kai antioxidants bhi hote hain. BR