HAREETKI (harre)
"yasya mata grihe n asti,tasya mata HAREETKI.
kdachit kupyate mata nodarastha HAREETKI"
Arthat jiski maa ghar mein nai hai uske liye 'harre' uski maa k smaan hai. maa kabhi kabhi kupit(gussa) ho sakti hai parantu pet mein gya hua harre kabhi hani nahi pahuchata hai.
HARRE KA PRAYOG ---

- grishm ritu mein gur ke sath.
- varsha ritu mein sendha namak ke sath.
- sharad ritu mein shakkar ke sath.
- hemant ritu mein shunthi(sauth; dry ginger) ke sath.
- shishir ritu mein peepli(pepper) ke sath.
- vasant ritu mein madhu ke sath.
Bharat Mein in Rituon ka Samay-
- HEMANT RITU:- 22 oct -21dec
- SHISHIR RITU:- 22 dec- 21feb
- VASANT RITU:- 22feb- 21apr
- GRISHM RITU:- 22aprl- 21june
- VARSHA RITU:- 22june- 21aug
- SHARAD RITU:- 22aug- 21oct
टिप्पणियाँ